Agar wo badshah hota
To koi baat bhi hoti
Suan hay badshahoon ko
Dain aisa koi nazrana
To apni badshahi tak
Luta daytay hain wo aksar
Mohabbat hay hamaray pass
Magar wo badshah kab hay
Magar wo badshah kab hay
Re: Magar Wo Badsha Kab Hay…
^ now the question is that did i get this poem ![]()
Answer: NO ![]()
Re: Magar Wo Badsha Kab Hay...
aray ab kiya ho gaya Attia G ???
mera to ye kehnay ka dil chah raha hay k...
Jab say ehsaas dilaya hay milta hi nahi
Ajnabi tha to roz mila karta tha
Ab wo mujh say meri har baat ka maanay poochay
Jo meri soch ki tehreer likha karta tha
Re: Magar Wo Badsha Kab Hay...
"Suan hay badshahoon ko"
ye right hay
"Suna hay baadshahoon ko"
Re: Magar Wo Badsha Kab Hay…
nice one Nakhan:clap:
Re: Magar Wo Badsha Kab Hay...
thanks Faithful...