kaha us ney K aa’khir kis lee’ye be-kaaR likhtay hAin?
ye shair lOg kyOn Itnay dUkhii ashaaR likhtay hAin
kaha hUm nay k az-khUd kuch nahien likhtay ye bechaRay
inhieN majbOor jAb karta hAi dil nachaaR likhtay hAin
ye suN kaR mUskuraii ghOr say dekha hUmieN, bOlii
tO acha aap bhi Is qism k ash’aar likhtay hAin
wO kya gham hAi jisay dOhra rahay hAin aap baRsOn say
wO Kya dUkh hAi Mitatay hAin JiSay Har Baar Likhtay hAin
magaR afsOs hUm samjha nahi paa’ey usay kuch bhi
k kyOn hUm bhi isii andaaz k ash’aaR likhtay hAin
wO kaisii aag hAi lafzOn meiN Jis ko dhaaltay hAin hUm
wO kya gham hAi jO raatOn ko pas e dewaaR likhtay hAin
hAi aisa kOn jO saa’Ray JahaaN say hAi hUmien pay’ara ?
wO kaiSa dUshmaN e jAan hAi Jisay gham-khwaaR likhtay hAin
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa'ey usay kuch bhi
bohet achee nazam hey. lafz ba lafz, setch.
best.
Dushwari
Daanie
3
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa'ey usay kuch bhi
nice sharing :)
Ali_2
4
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa’ey usay kuch bhi
Nice sharing NikamiJano :k:
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa'ey usay kuch bhi
Beautiful..
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa’ey usay kuch bhi
bohat khoob :k:
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa’ey usay kuch bhi
Zabardasst.. 
Thnx 4 sharin.
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa'ey usay kuch bhi
boht khoob jano g :)
Sheal
9
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa’ey usay kuch bhi
bohot zaberdast nikami ji :k:
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa'ey usay kuch bhi
buhat khob
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa'ey usay kuch bhi
Buhat khoob Nikami Ji:-)
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa’ey usay kuch bhi
Kahaa Hum naY K Yeh Buhat Achchee Shaiiree Hay
Kaha NikammiJano nay Keh Post Issi liay Ki Thee

Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa’ey usay kuch bhi
good jawab pee^k 
muddii
14
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa'ey usay kuch bhi
Yeh Shaair Log Kyun Itnay Dukhii Ashaar Likhtay Hian?
Nice choice a usual NJ:)

thanks muddi g ;)
muncho
16
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa'ey usay kuch bhi
umda hay g; arsa daraaz ki aik takraar laikin la-haasil;
Hamnah
17
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa'ey usay kuch bhi
lahasil..agreed.. mager phir bhi log likhtay hain ..true as well :)
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa’ey usay kuch bhi
Guud ghazal Nikami Jee :k:
waisay mujhe achi tarah yaad hai bhuula nahi hai aap ne abhi tak meri nazam suni nahi 
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa’ey usay kuch bhi
abhi taak sunanay k sources nahi haiN 
Re: magaR afsOs hUm samjha nahi paa'ey usay kuch bhi
nice sharing :)
thanks dushwari :)