mae tera naam likhta mitata raha

raat sunti rahi mae sunata raha
dard ki daastan mae batata raha


log auoron se chahat nibhate rahein
ek wo tha,mera dil jalata raha


dhuup chhaon si uski tabiyat rahi
wo nigahen milata churata raha


dil ki mehman-khane mei raunaq rahi
koi aata raha koi jaata raha


hum-maktab ne saara sabaq parh liya
mae tera naam likhta mitata raha…

Re: mae tera naam likhta mitata raha

bohat khoob

Re: mae tera naam likhta mitata raha

raat sunti rahi mae sunata raha
dard ki daastan mae batata raha

log auoron se chahat nibhate rahein
ek wo tha,mera dil jalata raha

Zabardest.

Re: mae tera naam likhta mitata raha

zabardast!

Re: mae tera naam likhta mitata raha

buhut khoob :)

Re: mae tera naam likhta mitata raha

chhan chhan......boht khoob:biggthumb

Re: mae tera naam likhta mitata raha

raat sunti rehi main sota raha :(

Nice one JW :)

Re: mae tera naam likhta mitata raha

khubsurat sharing Jw

Re: mae tera naam likhta mitata raha

aap itna 'snore' karti haen?? :D

Re: mae tera naam likhta mitata raha

thank u doston for appreciating :)