~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

**
*mae ne is toor se chaha tujhe aksaR janaaN
jaisayy mahtaab ko bayy-antt samandar chahayy
jaisayy sooraj ki kiran seep k dil mein utrayy
jaisayy khushbo ko hawa rung se hatt ker chahayy jaisayy pather k kalayjayy se kiran phoot-tii haii jaisayy ghunchayy khilayy mosum se hinna maangtayy hien jaisayy khwaaboN mien khiyaloN ki kamaaN toot-tii haii jaisayy barish kii dua aabla-pa maangtayy hien mera har khwaab mere such kii gawahii de ga wusat-e-deed ne tujh se terii khwahish kii haii merii sochun mein kabhii dekh sarapa apna
mae ne duniya se alug terii parsatish kii haii


Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

gr8..............
its one of my favourites !

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

thanks sonia ...

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

Lovely!

You dont have Complete Poem/ghazal ?

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN …

Nice poem :k: hearto … but plz dont use this color next time :frowning:

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

buhat khooob

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN …

thx.. nopes… if u have please post it here… :slight_smile:
**
Shab:** thanks… lekin color acha nahi hai kia? :frowning:
**
sunny**: thanks =))

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

Kya baat hai. Mohsin Naqvi (shaheed) ki bhi or HH aapki bhi. Poori poem hoti to maza aa jata. :)

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN …

Buhat khoob HH, thanku for sharing:k:

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

thanks gul nd aabla_pa

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

nice one!

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

nice

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

thanks MW nd MC =))

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

Full Vesion!

main nay iss tour say chah tujhay uqser jaana
jaysay mehtab ko bay unt sumander chaye
jaysay sooraj ki kiran seeep kay dil main utray
jaysay khushboo ko hova rung say hut kur chahye

jaysay phuther kay kilajey say kiran phoothti hay
jaysay ghunchay kihlay mosam say hina mangay
jasyay khawaboo main kihalonn ki kaaman tootti hay
jaysay barish ki duva aabla paa mangay

mayra her khawab mayray such ki ghuwahi day ga
wusat-e-deed nay tuj say tayri khawish ki hay
mayri soochoon main khabhi daykh saarapa apna
main nay duniya say aalug taryi puristish ki hay

khawish-e-deed ka mosaum khabhi dhundla jo hova
nooch daali hain zamany ki nuqabin main nay
tari pulkoon pay utarti hoi subhon kay liye
toor daali hain sitaroon ki tunaibin main nay

main nay chah kay tayray husan ki gulnar fiza
mayri ghayloon ki qataroon say dehkti jaye
main nay chah kay mayray fun kay gulistaan ki bahaar
tayri aankhoo kay gulaboon say mehktai jaye

tay tu yeh tha kay sajata rahay lafzoon kay kanwal
mayray khamoosh kihaloo main tabusam tayra
ruqs kurta rahay bhurta rahay khushboo ka khumaar
mayri khawish kay jayeeroon main tabussam tayra

tu muger ajnabi mahool ki purwurda kiran
mayri bujti hoi ratoon ki sehar kur na suki
tayri sansoon main museehai thi layin tu bhi
char-e-zakhm-e-gume deed kur na suki

tuj ko ahsaas hi kub hay kisi durd ka daagh
aankh say dil main utar jaye tu kiya hoota hay
tu kay seemab tabiyat hay tughay kiya maloom
mosam-e-hijar ther jaye tu kiya hoota hay

tu nay uss moor pay toora hay taulq kay jaahan
daykh sukta nahi koi bhi pulat kur jaana

ub yeh aalm hay kay aankhain jo khulain gi aapni
yaad aaye ga tayri deed ka munzar jaana

mugh say mangay ga tayray ahd-e-mohabut ka hisaab
tayray hijraan ka dehkta hova mehsar jaana

youn mayray dil kay braber tayra ghum aayiya hay
jaysay sheeshay kay muqabil koi phater jaana

jaysay mehtab ko bay unt sumader chaye
main nay iss tour say chah tujay uqser jaanaa......

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

WOWWWWWWWWWwww... beautiful.. beautiful.. thanksssssssss alot BB for sharing the full ghazal.. luvd itt... thankyou thankyou !! :)

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

You welcome ! :-)

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

Nice one!

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN ...

jaisay barish ki dua "AABLA PAA" maangtay hein.
Beautiful Ghazal
BB aap jeetay rahein :)

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN …

bohat khooob:k:

Re: ~ mae ne is tooR se chaha tujhe aksaR janaaN …

:flower1: