rabika
1
jeevan us ka paani hey 
haath lagao gey tou darr jaye gee 
paani sey nikaalo gey tou marr jaye gee 
machli ko paani mey rehney do 
jeevan us ka paani hey 
rememberr these ???
D:D
bachey becharoan ko kia kia seekhaya jata hey…lol i just wonder yeh poems humarey kaam aati hein kia???
so everyone aap ko bhi agar koi aese hi poem yaad ho tou plzzzzzzzzzzz share kareinnnn 
KKF
2
Re: Machli jal kee raani hey.....
chandaa maamaa door ke
pooRii pakaaveN poor ke
aap khaayeN thaalii meN
munna ko deN pyaali meN
pyaali gaii TooT
munna gayaa rooTh
Re: Machli jal kee raani hey.....
Twinkle twinkle little star
How I wonder....
walks away quietly
Re: Machli jal kee raani hey.....
*Machli jal ki rani hai
us ke abu ki jo nani hai
mujh ko woh khani hai ...
*
rabika
5
Re: Machli jal kee raani hey…
^:rotfl:
Hashmat: thanks a lotttt u knoww meri bhaanji apni totli zubaan mey rozz gaati hey ye but i cudnt understand it LOL now i got it
rabika
6
Re: Machli jal kee raani hey…
Billy key bachoan key mozey kho gaye…
aur woh roney lagey
billy ney kaha gandey bachoan mey khana nahin doongi
aur woh roney lagey
Billy key bachoan key mozey mil gaye
aur woh husney lagey
billy ney kaha pyarey bachoan mey khana dey doon gi
aur woh husney lagey
:halo::halo::halo:
it was a silly-est poem i ever heard in my life
D:D
Re: Machli jal kee raani hey.....
*bachey they ya radio .......
button dabaney pey mood change
*
rabika
8
Re: Machli jal kee raani hey…
**^^aik aur confused character 
**
rabika
10


ohh myyy Godd cadettttt u made me laugh…
Re: Machli jal kee raani hey…
aik tha teetar aik batair
larnay main thay dono sher
lartay lartay ho gai gum
aik ki chonch, aik ki dum

rabika
12
Re: Machli jal kee raani hey…
hara samander
gobi mander
bol meri machliiii kitnaaaa paaani ???
kids chilaaing ITNAAAAAA PAAAANIIIIIIIIIIIIIIIII 
Re: Machli jal kee raani hey.....
bol ainay bol..
main kitna khoobsurat hoon..
bol ainay bol..
tu bolta kion nahi..
crack
**
2 aur confused character
teetar aur batair they ya shair they ?**

Re: Machli jal kee raani hey…
larnay main sher thay.. u confused character.. 
rabika
16
Re: Machli jal kee raani hey…
agar magar key miaan magarmach :aq:
hum ko batao bulkul such:smash:
dum hey tumhari itni chotii:konfused:
anhkein kyun hein itni moti???
tum koi ghupshup nahin karo geyy 
jo kuch hoga harap karo gey:daaghu2:
acha baba kuch na bolo 
daantoan wala moonh na kholo 
aagey nahin ata
rabika
17
cuz aainaa jhoot boley ga tou crack hojaye gaa naa:p:p:p
aur hogaya 
Re: Machli jal kee raani hey.....
:@:
rabika
19
Re: Machli jal kee raani hey…
wat?
Re: Machli jal kee raani hey.....
kuj nai