Ek daffa ek dehati shehr gaya tou wahan usne kisi jagga pe ek majma laga dekha jahan ek admi awaz laga raha tha “dawa le lo dawa le lo, machar marne ka asaan tareeq sirf 10 rupay main”
dehati ne ek packet khareeda aur ghar lake usay khola…dabbe main se do pathar nikle aur saath main ek paper jis pe likha tha
"MACHAR MARNE KA INTAHAYEE ASAAN TAREEQA
bas machar ko pakr ker usay ek pathat per rakh ker upar se doosra pathar maar dain…machar baasaani mar jaye ga"
Ek daffa ek dehati shehr gaya tou wahan usne kisi jagga pe ek majma laga dekha jahan ek admi awaz laga raha tha "dawa le lo dawa le lo, machar marne ka asaan tareeq sirf 10 rupay main"
dehati ne ek packet khareeda aur ghar lake usay khola...dabbe main se do pathar nikle aur saath main ek paper jis pe likha tha
"MACHAR MARNE KA INTAHAYEE ASAAN TAREEQA
bas machar ko pakr ker usay ek pathat per rakh ker upar se doosra pathar maar dain...machar baasaani mar jaye ga"