Macchar maarne ka jadeed or aasan tariqa.
Cheeni or lal mirch ka mixture macchar ko dein.
Mixture khatay hi wo pani ki talash main niklega.
Jese hi wo water tank k pas jaye usay dhakka dedo.
Wo bheeg jayega or khud ko dry karne k liye aag k pas jayega.
Usi waqt aap aag mein bomb phenk dein.
Wo buri tarhan zakhmi ho k hospital main admit ho jayega.
Wahan aap simply uska oxygen mask utar dein..
macchar mr jayega…
Re: Macchar maarne ka jadeed tariqa.
dude why...
Re: Macchar maarne ka jadeed tariqa.
I find snatching them out of midair much easier.
Re: Macchar maarne ka jadeed tariqa.
you can do this too you know…
Re: Macchar maarne ka jadeed tariqa.
hahahaha
Re: Macchar maarne ka jadeed tariqa.
hmmmmm
Sannan
7
Re: Macchar maarne ka jadeed tariqa.

Re: Macchar maarne ka jadeed tariqa.

pinkyy
9
Re: Macchar maarne ka jadeed tariqa.
Oh goodness! Machhar ko maarna hai ya kisi insaan ko! :p
pktun
10
Re: Macchar maarne ka jadeed tariqa.
Wow thnx 4 sharing yr
itna asaan tareeka machar marney ka :k: