Mabadowlat ka farmaan!

Re: Mabadowlat ka farmaan!

mashallah sannan uncle ko junior member bn’nay ka kitna shouq he…
sannan uncle ap ko koi kam nhi he jab dekho yahan mojood hoty ho…kabhi roti b kha liya kro :cb:

Re: Mabadowlat ka farmaan!

:shireen: Yeh lo Sara bhena…

Aaab Mabadowlat ka hukum hain meri thread mien najaaiz flooding band… ho warna :asa:

nahi main aap ki madhad nahi kar sakti bas aap adhe mere adhe mountains ke:barbie: :barbie:

mainy kb flooding ki :cryb:

Re: Mabadowlat ka farmaan!

^ Tum kho us hukum mien hum ne naheen khitaab kiya ...

yeh hukum thread flooders kilye thaa wo apne aap ko jhanteh hain... tum meri achee bhena ho.

Re: Mabadowlat ka farmaan!

ssanoo jiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii

@ sara : yar ya sub ko tang karta haa ajj ya khud tang hoing :lifey:

Re: Mabadowlat ka farmaan!

Kon tang krta he khabardar jo kisi ne meray faris bhai ko kuch kaha usko to :ASA:

Re: Mabadowlat ka farmaan!

Mehne kisee ko tang naheen kiya! :aj:

Mabadowlat ka hukum hain merey bhena SJ kilye kanaa hazir ho aur electric fan… Pakistan mein kitnee garmee hogee.

@ sara : :lifey:

Sano jiiiiiiiii kahan hoo aoo main app ko roti bana kar doon

Aray app nahi main sanuu ki baat kar rahi hoon

Mountains & Dard1 daikho meri itni bari moochooN walli bhateeji Sara ooper wallay thread mein baithi hay aur aap loog tou buhat choti choti bahciaN ho iss liye aisi harakatain mat karo :nono:
Theek hay na yah lo ice cream :shireen: aur jao khailnay kay liye
shukar hay *thanks :phajja: g *

Re: Mabadowlat ka farmaan!

^ Aaaw acha yeh baath duroost hain…

Waisey jo karey wo barey…

Mabadowlat ka hukum hain ke ik minute kilye saab ganna sunaaye :xeno:

Re: Mabadowlat ka farmaan!

jaldi roti paka ker do…wesay ap ko sannan mein kya nazar aya na aqal na shakal:cb:

nahi sanu mujhe aur mountains ko ice nahi chahiye hume toh sirf aap cahiye haina mountains

Re: Mabadowlat ka farmaan!

:paci: plz ap log aisi batain mat krain muj jaisi masoom bachi ka ikhlaq kharab ho sakta he plz meray samnay nhi…

tum keon jal kar rakh ho rahay ho Javed Bhai “moochooN walli sarka”

Yah :phajja: “javed bhai” me key shikayat laga day ga :bummer: woh pahlay he buhat jealous hay aap logooN say :fatee:

Re: Mabadowlat ka farmaan!

sananna baji kuch to khayal krain mujay to sirf aunty ka dukh ho raha he wo ap se itnaaaaaa pyar krti hein or ap....

Array tuhari to moochaiN :phajja: aur darhi :fraudia: tuk nikal aai hay :cb:
aur tum abhi tuk apnay aap ko masoom samjhti ho :omg:

Re: Mabadowlat ka farmaan!

m a girl acha.....

Yah tum Dard1 aur Mountains ko samjhao :snooty:
Waisay tum jealous keon ho rahi ho :cb: