This thread has a simple purpose… he who enters the halls of this thread has the power to issue any order on GS…
Yes any sort of order you like… you can order a person or persons… anthing you like.
Just keep it clean please… these halls are white marble.
Yeh wo thread hain Guppyo jis mien tumharee jo marzee ho… shahee hukum kar sakthe ho.
Farmaan apna sunnao aur haar Guppy ko sunna parraygah!
To phir insaaf ke kanoon ko mude-nazaar rakhteh hoowe Mabadowlat saab se pehla farmaan kartee hain! :cobra:
Shahee farman yeh hain ke sub ik minute nachna shuroo kardo.
Zara apne PC ya laptop se Utto warna
Zara see excerise be hojaaygee aur shahee farman ka maal bee hojaaygaah
Sannan
April 27, 2010, 10:26am
2
Re: Mabadowlat ka farmaan!
Waleed idhar aa kar foran Flooding karo
Re: Mabadowlat ka farmaan!
Mabadowlat ka farmaan hain flood gate koldo!
Sannan
April 27, 2010, 10:32am
4
Re: Mabadowlat ka farmaan!
mein zara busy hooN :BiB:
Re: Mabadowlat ka farmaan!
Ma badowlaat ka farmaan hain fishing baand kardo!
Re: Mabadowlat ka farmaan!
Mabadowlat ka farmaan hain ke saab guppie yahaan haazir ho!
Re: Mabadowlat ka farmaan!
ji batayi kiya kerna hai
Re: Mabadowlat ka farmaan!
Pk Mabadowlat ka farman zara sunlo
Sannan ko giraftaar kardo… uskee fishing rod ke totey kardo… aur phir usko chor do.
Mabadowlat ko fish.. yanee machlee ke saakt baaboo araay hain
Re: Mabadowlat ka farmaan!
Mabadowlat ka farman suno.
Sannan Mabadowlat se galtee hogay hain... tum apnee new fishing rod hum se lelo aur mazay urao.. lekin Sannan se ilavah kisee ko fishing kee ijazat naheen.
dard1
April 27, 2010, 11:00am
10
Re: Mabadowlat ka farmaan!
ahsa kyu
Re: Mabadowlat ka farmaan!
Mabadowlat ka farman hain!
Upna farmaan karo!
Re: Mabadowlat ka farmaan!
ap ka fermaan hamari ser ankhon pe
per sannan se panga na baba na
Re: Mabadowlat ka farmaan!
fais bhai main b order day sakti hoon?
Re: Mabadowlat ka farmaan!
^thread ka maksaaad hee yahay hain!
Jis ko chahieh wo farmaan kar saktah hain.
Re: Mabadowlat ka farmaan!
me ko bhi fermaan dena hai per kise doon
Re: Mabadowlat ka farmaan!
faris bhai app sana ko maza chakhaein ya sub larkion kay sath flirt karing :(
Sannan
April 27, 2010, 11:40am
17
Muhtarma aap hamari shikyaat Faris bhi ko keon laga rahi haiN
Agar aap ko hum say shikayat hay to hum say Bil Mushafa Mulaqaat ho sakti haiN
Re: Mabadowlat ka farmaan!
Mabadowlat ka farman hain.. humaree mowjoodgee mien flirting kee gustakeee band ho!
Re: Mabadowlat ka farmaan!
thankyou faris bhai:)
kiya main sanan ko akk chopair laga sakti hoon?
Re: Mabadowlat ka farmaan!
Pooche maath Farman ho to kohon poochnee ke zarrorat hain… jaree karo:k: