fara
21
Re: Maazi…
ab tu itni bhee moyasar nahi maykhananay mein
jitni hum chore diya kertay thay paymanay mein..
kia yaad kera dia azad aap nay:(
i am not sure if it is write or not… buhat pasand tha yeh sher ek wakt mein mujhay.. gayee dinoo ki azab bateeeeeeeeein
saroo
22
Re: Maazi.............
Kya bat hay kya baat hay jee....................aaaj suraj kahan say niklaa hay Azad sahib humkalam hain wo bhi bakulam khud
fara
23
Re: Maazi…
lagta hay wu khaffa hu chukay hein…:o
saroo
24
Re: Maazi.............
Aji
May pilla kar aap ka kya jayee ga
Gayee ga Iman jis ka jayee ga