Socha nahi accha bura,
***dekha suna kuch bhi nahi
Maanga khuda se raat din tere siva kuch bhi nahi
Dekha tujhe, ******socha tujhe, ***
***chaha tujhe, pooja tujhe
Meri wafa, meri khata, teri khata kuch bhi nahi
Jis par hamari aankh ne, ***
***moti bichaaye raat bhar,
Bheja wahi kaagaz tujhe, humne likha kuch bhi nahi
Ek shaam ki dehaleez par, ***
baithay rahain woh dair tak
Aankho se ki baanten bahut, munh se kaha kuch bhi nah
Re: Maanga khuda se
waoooooo…zuban pakri thi kisi ne kya…keh lety sb kuch hahaha
i was joking it’s really nice!
abb sab ki app ki trha 22222222200000000000000000 gaz lambi juban to hoti nhi … k tar tar tar tar kiye hi jayee … hehe
ap ki konsi choti he waisay to hr mamlay mein bri tar tar tar tar chalti he… yahan dal q nhi gali apki???
Re: Maanga khuda se
yeah ishaq nhi asan …
bas itna samjh lay
ek aagh ka driya hai ..
or tair k jana hai … haha
Re: Maanga khuda se
oye nhi doob k jana he…lolz
Re: Maanga khuda se
nhi … mai doob nhi skta… so tair k jana is better … haha
Re: Maanga khuda se
ye ishq vishq choro apni parhai kro dhean se
Re: Maanga khuda se
parhai may abb dil nhi lgta … mai kya karooo !!
Re: Maanga khuda se
^ kyun nahi
study properly ok…dnt mess up anything!!
Re: Maanga khuda se
tmhe kyu btayoo .. kha lgta hai … chaloo baghoo yha say … !!
ye ishaq he fazool kam
bs itna samaj le
ik aag ka darya he
or par koi jata nhi
hahaa