![]()
Ker lo jo kerna hai. :o now khaatir madarat ki jaaye hamari - and no cardboard pizza ![]()
What do you do when bin bullai mehmaan warid at your home? Forget serving them if they are 4th guests in same day? ![]()
![]()
Ker lo jo kerna hai. :o now khaatir madarat ki jaaye hamari - and no cardboard pizza ![]()
What do you do when bin bullai mehmaan warid at your home? Forget serving them if they are 4th guests in same day? ![]()
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
Normally i do this
So u welcome
![]()
![]()
![]()
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
Ameer Uncle tou precautionary measures ker k aye hain pehlay say ![]()
Uncle aap hum say naraz hain kya? ![]()
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
naheen naraz naheen hain Shokhay ho rahay hain ![]()
**** chupnay kay liye idhar udhar dhaining aur dhooti mein munh chupa kar baithing ***
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
Uncle is a very nice guy Sannan ![]()
he doesnt mind and only bring some mithai jisay daikh k agr bohat hansi aa rahe ho tou wo ruk jati hai ![]()
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
Mithai key tou shakal bhi bhool gia hoon mein :hinna:
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
Main tmhain thorri dair main dilwa skti hun…bus rona na phr ![]()
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
Khushi kay aanso tou foran aa jatay hain meri aankhoon mein ![]()
*** ghareeb ko iss he liye to ziyada khushi naheen milti hay :hinna:
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
Mehmaan ALLAH ki rehmat hote han ![]()
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
Is mehngai k dour main kabhi kabhi zehmat bhi ho jaty hain ![]()
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
maiN bin bulaaye aaye huye mehmaanoN ko moHalle ke restaurant kaa address de detaa huN
yaa phir khaane peene kaa intizaam karne ke bajaaye unheN seedhaa sair o tafreeH ke liye le ke nikal jaataa huN ![]()
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
very true!
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
aur, yehi raHmat jab bin bulaaye aa jaayeN to Khaase zeHmat hote haiN ![]()
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
For me, Mehmaan mehmaan hotay hain chahay bta ker ayen ya waisay aa jaen ![]()
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
really ![]()
**sannan apni pootli utha kar Eshal kay door par bell karing *****
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
100% really
Aa jao, Allah ka shukr hai i dont make grimaces seeing guests.
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
apni chapal uttar kar apni baghal mein daba kar undar dakhil hoing aur qaleen par baithing ![]()
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
Yaaaa Allah ![]()
Tum Sundari na bano Ruswa ki, i hate her when she sits on the rug and shivers ![]()
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
ghareeb iss he tarah baithay hain
ghussa mat karo bibi jee :hinna:
**** aur baychargi shakal par nazil kar kay daikhing **********
Re: Maan na maan, mai tera mehmaaan
Dont make me kick you out for your jaali ghurbat…sit on sofa ![]()