Maa'n k Naam!

Ye kaamiabian izzat ye naam tum say hai
Khuda nay jo bhi diya hai maqaam tum say hai

Tumharay dum say hain meray lahoo mein khiltay gulab
Meray wajood ka sara nizaam tum say hai

Kahan bisat-e-jahan or mein kamsin-o-nadaa’n
Ye meri jeet ka sab ehtamaam tum say hai

Jahaan jahaan hai meri dushmani sabub mein hoon
Jahaan jahaan hai mera ehtaraam tum say hai

Re: Maa'n k Naam!

Beautifull!!!!!!!!!!
Bohat umdaa:@:
Khush Rahain:)

Re: Maa'n k Naam!

harf b harf sahi jub koi samjhay :)

Re: Maa'n k Naam!

nice :)

Re: Maa’n k Naam!

:k:

Re: Maa'n k Naam!

Thanks!...........:)

Re: Maa'n k Naam!

Ur welcome. :)

Re: Maa’n k Naam!

:aq:

Re: Maa'n k Naam!

bohat achay :)