Maali da kam pani dena

Re: Maali da kam pani dena

matlab jis ka kaam hai wo karey agey hu ya hu us ki zamedari nai :hmmm:

ager ye hai tu bari achi baat hai :hehe:

Re: Maali da kam pani dena

apny hisse kam emadndari se her koe koe ker le to phir kia baat hy

Re: Maali da kam pani dena

Good oye

Re: Maali da kam pani dena

aap ke hisse ka kiya kaam hai?