Re: maah-e-shab-e-chaar_daham!..what is it?
hahaha…kiuN 33 marks le aayiiN? abba Huzoor ne murGhii banaayaa thaa? hehe…vaise, urdu meN mere bhii number bahot kam aaye the pahle saal to abba HUzoor ne mujhe do ghanTe tak murGhaa banaayaa thaa ![]()
let’s see what other friends have to say ![]()