Maachis

meri duniya hey kaghz ki
kisi din aag na lug jaiey
khud meray hi haathon say
keh hathoon main meray maachis ki dibiya rakhi hey
agar cheh main bhut muhtaat hoon
maachis kay jalanay main
bhujaanay main
mugar barood tu barood hey
kub maaf kerta hey
na dil ko saaf kerta hey

Bushra Rehman

Re: Maachis

wow vry tricky