Waqt ki karri dhoop mein dhaal ban jati hai,
Mere aansu jo bahe’n to rumaal ban jati hai,
Jis roz maa ki duayain na samait kar mein nikloon,
Us roz yeh zindagi bhi wabaal ban jati hai,
Jo log azmat maa ki pehchaan ke chalte hain,
Taareekh mein bhi un ki misaal ban jati hai,
Re: maa
:)
Re: maa
Very nice :k: