**
Jis Main Simte Saara Jahan
Chota SA Woh Eik Lafz Hai Maa
Is Rishte Se Seb Hain Waaqifper
Koi Na Samjhe Kya Hai Maa
Jis Ne Tum Ko Janem Diya
Us Hasti Ka Naam Hai Maa
Seene Se Laga Ke Paala Kisne
Jis Ne Paala Woh Hai Maa
Pyar-O-Mohabbet Kare Her Dem
Chahet Ka Eik Khazana Hai Maa
Jaan Bhi Nichawer Karde
Jo Qurbaniyon Ka Woh Samender Hai Maa
Qadmon Taley Hai Janet Us Ke
Itni Azeem Hoti Ha maa.
yamughay, Rooney naheen diya
Daman bhi teray gham nay bhegonay naheen diya.
**