m@st ankhon ki harsat main...................

mast ankho ki hirasat main chaly aye hain…

be iman log hifazat main chaly ayen hain…

yun laga hum ko tere dil main uter k jaisy…

badshah apni riyasat main chaly aye hain............

takhat e dar pe pohnchay hain to ab ye sochtay hain..........

hum kahan ap ki chahta main chale ayen hain..............

hum ko is jang k asbab nahi hain maloom ............

hum to bs shoq e shahadat main chaly aye hain…

Re: m@st ankhon ki harsat main…

Good one Maliha …:k: