dushmann na karey dost nai woh kaam kiya hain, umer bhurr ka ghum hammey inam diya hain.
I need the lyrics? anyone?
Dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai
Umar bhar ka gam humen inaam diya hai
Toofan mein humko chhod ke sahil pe aa gaye
Na-khuda ka, na-khuda ka humne jinhen naam diya hai
Pehle to hosh cheen liye julmon sitam se
Deewangi ka, deewangi ka phir humen ilzaam diya hai
Apne hi girate hain nasheman pe bijliyan
Gairon ne aake, gairon ne aake phir bhi use thaam liya hai
Bankar rakeeb baithe hain woh jo habeeb they
Yaaron ne khoob, yaaron ne khoob farz ko anzaam diya hai
Umar bhar ka gam humen inaam diya hai
Thank You :)
Sorry to say, I hate this song, Samita Patel and Raj Babar. Infact I hate the whole 80s movie and music scene.
touching lyrics though…:k:
I love this song!
I thought its rakesh roshan and smita patil
in this song?