lyrics of Aadat - by Jal

najanay kab se
umeedein kuch baaqi haen
mujhay phir bhee teri yaad
kyun aati hae

najanay kab se
doore jitna bhee tu mujh se
pas tere mein

ab toh aadat see hay muj ko
aisay jeenay mein

zindagi se koi shikwa bhee naheen hae
ab to zinda hoon mein is neele aasmaan mein

chahat aisi hay ye teri
barhti jayay
ahat aisi hay ye teri
muj ko satayay

yaadein gehri hayn itni dil doob jayay
aur aankhon mein ye ghum num ban jayein

sabhee yaadein hayn
sabhee baatein haen

bhula do unhein
mita do unhein

Jal :love:

hmmm nice!