luv marriage or arrang???

Re: luv marriage or arrang???

shadi or pyar ke manzil aik he hai , dono mai insan doosaray kay leyah jeeta hai , us kay sukh dukh ka sathi , us kay har manzil ka neeshan ban jata hai . . . . . . . pyar pahlay ho yah shadi zindage ko agay jana hai or janay hai kese aik hum safar kay sath , chahay woh mahbob ke shakal mai ho yah biwi ke :)