**Tum To Hikmat Ke Baadshah Thay Luqman
Phir Ishq Kese La-Ilaaj Reh Gaya**
**Tum To Hikmat Ke Baadshah Thay Luqman
Phir Ishq Kese La-Ilaaj Reh Gaya**
Re: Luqman
**Tum To Hikmat Ke Baadshah Thay Luqman
Phir Ishq Kese La-Ilaaj Reh Gaya**
Ishq beemari hee aisee hai.
Re: Luqman
Ishq beemari hee aisee hai.
I guess Ilaaj hai iska bhi...
***Kaise Mumkin Tha Kisi Aur Waseelay Se Ilaaj
Ishq Ka Roug Tha, Jaan Nikli To Araam Aaya***
Re: Luqman
I guess Ilaaj hai iska bhi...
***Kaise Mumkin Tha Kisi Aur Waseelay Se Ilaaj
Ishq Ka Roug Tha, Jaan Nikli To Araam Aaya***
Buss yehi ilaaj hai iss ka.
Re: Luqman
Ishq ke ilawa 'wehm' ka bhi ilaj na tha Luqman ke paas
Or shak ka bhe ilaj nahi tha
Re: Luqman
wehm aur shak mein bhi koi farq hai kiya:hmmm:
Re: Luqman
example
wehm :
Use wehm ho gaya hai k koi use maar daale ga
shak :
Use shak hai k us k khaawind kisi aur se milne jaata hai
ki khiyal e Muqa saain??
Re: Luqman
aap siyane ho gae ho. Reshma jawan hogai ![]()
Re: Luqman
Hum to thay hi siyane
Haan
ab jaldi se haath peele kar dein
is se qabl k Hum khud neele peele ho jaain:@:
Re: Luqman
Hum to thay hi siyane
Haan
ab jaldi se haath peele kar dein is se qabl k Hum khud neele peele ho jaain:@:
qurb e qayaamat ke aasar. kunwari apne munh se khasam maange
Re: Luqman
![]()
Aap ne v is pe kitaabein parh rakhi hain:clap:
Chalo fir karlo tayyariyan:p
Spelling ka fark pronounciation ka farq ![]()
Re: Luqman
:coolios:![]()
Re: Luqman
bas:hmmm:
naak neeche karen
na hi Aap Muqa ho na hi saain:smokin2:
Re: Luqman
after 5 mints observasion ![]()
kis cheez ka ilaaj hai luqmaan ke pass ![]()
Re: Luqman
luqman ko ishq hua tha ![]()
us k baad uska naam kia tha ?
Re: Luqman
khali man reh gaya huga ![]()
Re: Luqman
yi bohat aham sawal hy
thead dalna pary ga