lumbee musafat kay musafir yeh tau bata
thakan nahi, yadain kiyon rah jaateen hain
kiyon tarsain kisi ki yaad main
kiyon basaaain kisi ko yaad main
chalo ik lamba safar shuru karain
chalo phir judaee kaa morh talash karain
Re: lumbee musafat kay musafir yeh tau bata
short and sweet .. :-)
Re: lumbee musafat kay musafir yeh tau bata
Nice :-)
Re: lumbee musafat kay musafir yeh tau bata
Boht khoob :k:
Re: lumbee musafat kay musafir yeh tau bata
Bohat khoob Shab-e-Hijar :k:… thanx for sharing ![]()
Re: lumbee musafat kay musafir yeh tau bata
Chalo phir judayi ka moRh talaash kareiN
Very nice Shab.. :-)