ab kia likhaiN hum kagaz per
ab likhnay ko kia baqie hia
ik dil thaa so wo toot gaya
ab lutany ko kia baqie hia
aik shakas ko hum ne chaha tha
aik ray’et pe naqash banaya tha
in ray’et k zarooN ko hum ne
phir apnay dil maiN sajaya tha
wo naqash kahaN ab baqie hai
ab kia likhaiN hum kagaz per
ab likhnay ko kia baqie hai
hum jiN ko apni nazmoon ka
unwaaN banaya kartey thay
lufzooN ko bana k taaj mahal
kagaz pe sajaya kartey thay wo hum ko akela chor gaye
sab rishtoN se mu more gaye
ab rishtey saray soonay haiN
wo payar kahaN ab baqie hai
ab kia likhaiN hum kagaz per
ab likhnay ko kia baqie hai*
Re: lufzooN ko bana k taaj mahal kagaz pe sajaya kartey thay
[QUOTE] Originally posted by Koyal: *
aik shakas ko hum ne chaha tha
aik ray'et pe naqash banaya tha
in ray'et k zarooN ko hum ne
phir apnay dil maiN sajaya tha
wo naqash kahaN ab baqie hai
*aik shakas ko hum ne chaha tha
aik ray’et pe naqash banaya tha
in ray’et k zarooN ko hum ne
phir apnay dil maiN sajaya tha
wo naqash kahaN ab baqie hai
ab kia likhaiN hum kagaz per
ab likhnay ko kia baqie hai
*
bahot khopob koyal jee…
ek sher…
beniyaaz-e-kaaf-e-dariya angusht
ret par naam likha karti hai