lub-e-be-nawa k hisaaR maiN kahiN aik haRaf dua na tha

*** na thei roshni kisi aa'nkh maiN kisi khavab ki ye ajeeb shaam-e-faraQ thei lub-e-be-nawa k hisaaR maiN kahiN aik haRaf dua na tha wo fishaaR tha meRi roojh maiN kahiN jesay koi khuda na tha faqat aik shashm-e-jamal ne meRay kaakh-o-koo ko badal dee'ya r'hey b chiRaag ujaal de meRay chaaR soo ko badal dee'ya***

Re: lub-e-be-nawa k hisaaR maiN kahiN aik haRaf dua na tha

very nice :k:

Re: lub-e-be-nawa k hisaaR maiN kahiN aik haRaf dua na tha

bohet khoub :)

Re: lub-e-be-nawa k hisaaR maiN kahiN aik haRaf dua na tha

Zabardast nikammi … keep post :flower1:

Re: lub-e-be-nawa k hisaaR maiN kahiN aik haRaf dua na tha

Beautiful!


shaam-e-Gam kuchh us nigaah-e-naaz kii baate.n karo
beKhudii ba.Dhatii chalii hai raaz kii baate.n karo

ye sukuut-e-yaas ye dil kii rago.n kaa TuuTanaa
Khaamoshii me.n kuchh shikast-e-saaz kii baate.n karo

har rag-e-dil vazd me.n aatii rahe dukhatii rahe
yuu.N hii us ke jaa-o-bejaa naaz kii baate.b karo

kuchh qafas kii tiiliyo.n se chhan rahaa hai nuur saa
kuchh fazaa kuchh hasarat-e-paravaaz ki baate.n karo

jis kii furqat ne palaT dii ishq kii kaayaa "Firaq"
aaj usii isaa-nafas dam-saaz kii baate.n karo

Re: lub-e-be-nawa k hisaaR maiN kahiN aik haRaf dua na tha

Very nice :k:

Re: lub-e-be-nawa k hisaaR maiN kahiN aik haRaf dua na tha

beautyfull :)
**
wo fishaaR tha meRi roojh maiN kahiN jesay koi khuda na tha
faqat aik shashm-e-jamal ne meRay kaakh-o-koo ko badal dee'ya**

Re: lub-e-be-nawa k hisaaR maiN kahiN aik haRaf dua na tha

khhuub kaha

Re: lub-e-be-nawa k hisaaR maiN kahiN aik haRaf dua na tha

nice sharing......!

Re: lub-e-be-nawa k hisaaR maiN kahiN aik haRaf dua na tha

nice.....