mairay parhay likhay doston zara mujhey iss ka angraizi tarjuma to bata do :cobra:
#lout_kay_budho_ghar_ko_aaye](http://www.paklinks.com/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=lout_kay_budho_ghar_ko_aaye)
Lout kay budho ghar ko aay
mairay parhay likhay doston zara mujhey iss ka angraizi tarjuma to bata do :cobra:
#lout_kay_budho_ghar_ko_aaye](http://www.paklinks.com/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=lout_kay_budho_ghar_ko_aaye)
Lout kay budho ghar ko aay
Re: Lout kay budho ghar ko aay
Punjabi aur Urdu main chale ga?
Puhuchi wahin pe khaak, jahan ka khameer tha
Jithe di khoti, uthe aan khaloti
Re: Lout kay budho ghar ko aay
it means we come back to home from office
Re: Lout kay budho ghar ko aay
yeh me ko pata tha me ko angraizi mein chahiye :cobra:
lagta hey me ko apnay PA k angraizi doston ko bulana parey ga ![]()
Re: Lout kay budho ghar ko aay
yeh is ka angraizi tarjuma hey :cobra:
Re: Lout kay budho ghar ko aay
mere Khayaal se to yeh munaasib rahegaa:
a little late is better than never! ![]()
Re: Lout kay budho ghar ko aay
ye to ‘der aayad durst aayad’ ka tarjuma lagta hai
Re: Lout kay budho ghar ko aay
yeah…India kii saRkoN par aksar aise messages likhe nazar aate haiN.
yahaN likhaa hotaa hai: **“Drive Safely, Arrive Alive!”
India meN likhaa hotaa thaa “ghar par aapkaa koii intizaar kar rahaa hai is liye gaaRii tez na chalaayeN”**
Re: Lout kay budho ghar ko aay
mairey parhey likhay dost @TS; u he iss key angraizi bata do :cobra:
Re: Lout kay budho ghar ko aay
The Wednesday armchair warrior coming home finally?
Re: Lout kay budho ghar ko aay
is key urdu batai jai aor mein TS ko tag keon nahin kar pa raha hon :cobra: parhay likhay logon key kami ho gai hay idhar to matlub he nahin bata pa raha hay koi
is sey bahtar main PA mein open kar daita :sunnyboy:
@Anwer_Pasha;
Re: Lout kay budho ghar ko aay
ye us ki English hai jo aap pooch rahe the.
Budho = Wednesday armchair warrior
Re: Lout kay budho ghar ko aay
kia woh Wednesday ko gaiy tha
me ka matlub smajh gey ho u :cobra:
Re: Lout kay budho ghar ko aay
haan gosht ke naghe ke agle din ![]()
Re: Lout kay budho ghar ko aay
aor wapasi kis din hoi :cobra: naghay walay din ?
Re: Lout kay budho ghar ko aay
kis ki wapsi? paheliyan mat bujhwao
Re: Lout kay budho ghar ko aay
budho key :cobra:
Re: Lout kay budho ghar ko aay
Sahi translation karain…
Re: Lout kay budho ghar ko aay
miery bhai ghareeb ka ghusa us k liye nuqsan dah hota hay :cobra: is liye ghusey sey parhaiz kia jay ![]()
Re: Lout kay budho ghar ko aay
aap ko kaise pata ke wo ghareeb hai