Cafe key parahay likhay baseon please mujhay Lottay key Angraizi bata do :cobra:
Re: ► Lotta ◄
QOZA :p
Re: ► Lotta ◄
political pot ![]()
Re: ► Lotta ◄
yah urdu hay kah English ![]()
yah siyasi lotton key baat naheen ho rahi hay ![]()
Re: ► Lotta ◄
mujhe sirf urdu hi ati hay thori bohat ![]()
Re: ► Lotta ◄
mein nay angraizi poochi hay ![]()
Re: ► Lotta ◄
Kisi parhay likhay say poocho :cobra:
Re: ► Lotta ◄
tum say yah umeed naheen thay
bata bhi do idhar ![]()
Re: ► Lotta ◄
main ne b angraizi batai hay haan agr aap ENGLISH bochte to shayad main ENGLISH b batane ki koshish karta ![]()
Re: ► Lotta ◄
per main isko he janti hun Sannaan lotay ![]()
Re: ► Lotta ◄
aap to baray alim fazil niklay
Autograph please ![]()
Re: ► Lotta ◄
I’m impressed ![]()
Re: ► Lotta ◄
kkf ka wait karain unke paas bari achi dikshanari hai ![]()
![]()
Re: ► Lotta ◄
woh to shayad lottay key types bhi batain gaiay ![]()
Re: ► Lotta ◄
sample hi na mangwa dain ![]()
agar aisa huwa to aap bazar main baich ana kuch bisc b le ana
aur sare bisc mujhe de dena ![]()
![]()
Re: ► Lotta ◄
theek hay leekan tum tou khud bisc bana rahi theen
lagta hay tumhari ammi nay manda kar dia kah Kitchen ko sametnay mein 2 din lag jain gaiy phir ![]()
Re: ► Lotta ◄
banane lagi thi lekin kal margarine hi nai tha ![]()
Re: ► Lotta ◄
Kitchen key qismat achi thi
lagta hay koi naiki kaam aa gai ![]()
Re: ► Lotta ◄
sis aa jae to baad mein safai ki shamat usski hogi 1 bisc ka lalach ![]()
![]()
Re: ► Lotta ◄
shamit to tumharay ser kay bhi aa jati ho gi ![]()