Voice stop flirting, kasmay ham desi koi mauqa nahi choRte, jaha chanace milay laRki par line maar dete haiN. Kabhi socha hai unke hasaas dil par kya guzarti ho gi.
Khumar ki izzat karo, wo ham say bari haiN. LarkioN ki respect karni chahiye, wo hamaray mulk ki hone wali MaaN haiN, wand-e-matram haiN.
Khumar please TheVoice ka bura na manaiye ga, mai mard zaad ki taraf say aap say guzarish kaRta hooN kay aap uski is nadaani ko darguzar kar daiNgy.