Looking for Rishtas? Post here.

are maiN aur LP zinda haiN to ham tumko business deNge…fikar NOT! :slight_smile:

wow! i’m in LUCK…qaazii ko bulaao…i’m so hOppy!!!

hehe…nai…to, kia jhooT meN :wink:

haN na, beech meN abhi mat aao bhai…hamaarii ho jaaye to ham sasuraal emN kisi se tumhaarii bhii karvaa deNge :wink: fikar NOT! du’aa karo bhai :slight_smile:

oh oh…tumko kaise Khabar ho gaii? tum ho kaun? kahaN se aayii ho? kia naam aur kia kaam hai aapko? :cb:

haN na…bilkul…vaise, mujhe faariGh kab karogi? :wink: hahaha

haN sadaf, beech meN mat aao…SIDE meN aa jaao to koi baat nahiiN…meri ek side Khaali hai :hehe:

**aaaaaaaaaawwwwwwww…poor guy…na jealouso bhai…u kii bhii ho jaayegii…bas yuN hii:

lage raho munnaa bhaaii **

**aa gayaa…laRo nai Sadaf…maiN ne tum se haN kii thii to va’da pooraa karuuNgaa…mujhe zaraa pahle LP se shaadii kar lene do…sunaa hai baRii maladaar haiN…ba’d meN ham tum mauj kareNge…abhi me ko raqamikaTThi karne do bas **

jealous jale huye kabaab kii boo aa rahii hai kahiiN se :hehe:

**mubaarak ho…baRe time se yaad aayaa **

**waah waah…ek aur banda aur bandi Khush…mubaarkaaN **