loog toot jatay hain ek ghar bananay mein
tum taras nahee khatay bastiyaan jalanay mein
her dharaktay pathar ko loog dil samhajtay hain
umerain beet jati hain dil ko dil bananay mein
nice Dr.sahiba and welcome here..![]()
![]()
Re: loogoon kay naam
Bohat khoob Dr. Sahiba… very ture…
Thanks for sharing :k: ![]()
lajvab kavish hai sis
hum ne sirf apni tamannaoo ka shehar hi nahee
dil ki daulat bhi sar-e-dast ganwaee hai yahaan
ab kisi se koi samjhota karoon mein kyunkar
dil tu apna hai magar preet paraee hai yahaan
Nice :k:
n welcome to gupshup
ohh to ap doctor honay k sath sath shayer be hain very nice DOC jii ![]()
dil
Dil woh nagar nahee k phir aabaad ho sakay
Pachhtaa-ogay suno ho yeah basti ujaR k
Wah :k:
zaberdast :k:
:nahnah:
Gr8 one and welcome Sahiba !!