London bomber trained in LeT madrassa

Re: London bomber trained in LeT madrassa

Oh my God

i dont no what do they want
this step is worst , pata nahe kon si janat ki baat kertay hian yea loog
ajee bjahalat hya , aur aisay loog jo yea kehtay hain kay yea jaiz hay unhain kehna hcaye kay apa ja kay kiyoon nahe kertay ???????????
janwar
jain dafa hoon , maaf kerin humarya loogo ko
yea jo kuch hua kis ko faida ho ga is say , jahil yea nahe sochtay , agar iraq main ghalat ho raha hy to jaoo wahan ja ker laroo , yahan masoom logo ko mar kiyoon rahy hoo , akal kiya ghas khanay gaye hay , aur jo log aisa kernay ko kehtay hain , un say bara jahil insan nahe dunia main , unhoo to kehna chaye kay ap ja kay karoo , khud halway khatay hain aur masoom bachoo kay apnay sheytani kamo per uksatay hain