re: London 2012 Olympics - Men’s Hockey
Aap to mujh par thanda paani daal rahay thay. Aap to khud bhi tapay huay lagtay hain.
Vaisay aap ko kis ne kaha thaa keh ‘designer’ chappal pehen kar masjid chalay jaaein ? :halo:
Aur iss soorat mein app ko ma’loom hi ho ga keh kiya kartay hein. Kissi aur ki chappal pehen kar ghar waapis aa jaatay hein. ![]()
Aap bhi naa, bohut shareef waa’qe huay hain. ![]()