lolz

~~Pan~~
Do dost film dekhnay gaye rastay main pan ki dukan se paan khareed liya , aur aagey peeche beth gaye, beech film main aagey bethay dost nai mushkil main kaha yaar peek jama hogayi hai kia karoo peechey walai ne kaha yaar aglay ki jaib main dalday tou usne kaha n ahi is tarah touu s ko pata chal jaye ga tou peechay walai ne kaha abhi tak tujh ko pata chala ?


~~Hotel Ka Khana~~
Customer : Bhai kab se wait ker raha hoon khana abhi tak tayyar nahi howa?
Hotel Wala : Sir kahana tu 3 din pehlay se tayyar hai bas gharam ho raha hai.


~~Aysa Bhi Hota Hay~~
Ek admi kay pass two parrots hotay hain.ek parrot ahr waqt sajday main rahta hai aur dosera parrot tasbi patrta rahta hai.iss admi kay hamsay kay pass ek female parrot hoti hai JO BOHAT HI SHARARTI HOTI HAI.har waqt kisi ko tang karti rahti hai.Female parrot wala admi apnay hamsay say kahta hai kah aap mera parrot apnay parrots kay pass rakh lain taikah woh bhi aap kay parrots ki tarah sharif ho ay .Woh kahta hai kah theak hai.lehaza male parrots wala admi female parrot ko apnay ghar lay ata hai .woh female parrot ko male parrot kay cage main rakh deta hai.jaisay hi male parrots female parrot ko dekhta hai jo tasbih parta rahta hai woh apni tasbi door phank kar sajday paray huay parrot say kahta hai uth yaar apni dua qabool hoo gai hai.


~~Ye Kon Si Bari Baat Hay~~
3 choro saath mein bethay hotay hain…
1st one" yaar main itni garam chaye(tea) peeta hoon k jaisay hee ketlee say cup say nikalti hai mein peejata hoon"

2nd one" yeh konsi bari baat hai mein to ketlee mein he tyaar ker k ketlee mein hee peejata hoon "

3rd one" uhh.. yeh konsi bari baat hai main to moon(mouth) mein doodh, patee aur cheenee(sugar) daltaa hoon aur choolhay(gas burner) per beth jaata hoon…"

Re: lolz

lolz

Re: lolz

:bizz: