Osama Bin Laden’s favourite song :
" mainnikla, plane leke, o raste mein, newyork mein, ik mod ayamein W.T.C. tod aaya… "
unki gali se guzar rahe the kya ittefaq tha,
unki gali se guzar rahe the kya ittefaq tha,
unhoon ne phool phainka par gamla bhi saath tha
Jab Jab tum angdai lete ho dam hamara nikal jata hai.
Aye Jalim Deodrant lagane me tumhara kya jata hai ?!
Aaj didar, kal yaar, parso pyar, phir ekrar, aur phir-intzar, phir-takrar, phir-darar,
saari mehnat-bekar,
aur akhir mein-Ek aur devdas at beer bar
Ikhtiyarre tabbasum ki lau ko tarranume numayish se aghaa dena…
Jo iska matlab samajh aaye to please mujhe bhi bata dena…
Maine poocha chand se…
Kabhi dekha hai mere yaar sa hasin…
Chand bola… 12036 entries found !
Tere dar par sanam hazaar baar aayenge,
Tere dar par sanam hazaar baar aayenge,
Ghanti bajainge aur bhaag jayenge !
Aahat si koi aye to lagta hai ki tum ho.
Hawa koi lehrayi to lagta hai ki tum ho.
Ab tum hi batao, kya tum kisi BHOOT se kam ho ?