Log Kyu Yea Kehtay Hai

Log Kyun Yea Kahtay
Asmaa Kay Taro Say
Banana Jo Bhi Chaho Gay
Wohi Soorat Nazar Ayai

Main Nay Jab Bhi Dekha Hai
Timtimatay Taro Ko
Tera Chera Nazar Ayai

Kya Her Shay Meri Duniya Ki
Kuch Madham Si Per Jahai
Log Kyu Yea Kehtay Hai

Dil Mai Her Insaa Kai
Khahishon Ka Jungle Hai
Mai Nay Jub Bhi Dekha Hai

Dil Ki Ik Ik Dharkan Mai
Tu Hi Tu Nazar Ayai
Log Kyu Yeh Kehtay Hai

Hawas Ki Aisi Duniya Mai
Mohabat Na-paid Ho Jayai
Mai Na Jab Bhi Dekha Hai

Baras Jitnay Bhi Ghuzray Ho
Tera Chehra Nazar Ayai
Log Kyu Yea Kehtay Hai

Re: Log Kyu Yea Kehtay Hai

Mashallah… Keep it up.. :flower1:

Hope to read more of you .. :slight_smile:

Re: Log Kyu Yea Kehtay Hai

zaigum nice poem and welcome aboard :) ...

Re: Log Kyu Yea Kehtay Hai

thankx.. more coming soon…

Re: Log Kyu Yea Kehtay Hai

Nice poem,thanks for sharing :-)