KKF
17
Re: Local Dialects [lisaan-e-'ilaaqaaii]
agar hosh meN aa gaii hoN to bataaiye k be_hosh kiuN huiiN?
kaafii farq hai…vo yaad hai na sho’le movie meN “Soorma Bhopali” [Jagdeep] kii zabaan…yeh dekheN:
waah, maashaa Allah…zabaan ke silsile se maashaa Allah kaafii/Khaasii sughaR haiN! 