Nain
1
loadshading shairun ki Nazer main
Maazrat ke sath:D
[SUB]Wajood bijli se hai tasweer kainaat main Rang
bijli na huti tu tv,friegde,computer sab band
ilama iqbaal
pheley ati thi kabhi kabhi bijli
abb kisi waqt bhi nahi ati
mirza galib
ibidaye loadshading hai rota hai kya
agey agey de kihye huta hai kya
meer taqi meer
kabhi humarey tumhare ghar bijli thi
tumhain yaad hu keh,na yaad hu
**momin khan momin
**
omer darasss mang laye they chaar din
do ehtejaaj main kat gaye ,do intezaar main
[/SUB]
KKF
2
Re: Loadshading…shairoun ki Nazer main
waah waah waah…sabhii ustaad sho’araa kii rooHeN unkii qabroN meN loadshedding ke baa’is taRap ke rah gaii hoNgii 
vaise, shahr-e-KhamoshaaN meN kia loadshedding kaa Gham? 
Re: Loadshading....shairoun ki Nazer main
nyc janab .....................
Re: Loadshading....shairoun ki Nazer main
wah kiya baat hai
Re: Loadshading....shairoun ki Nazer main
meri to dua hai kay bijli yun aye jaisay burhapa aata hai. aik bar aata aur phir nahin jaata