Re: Living in USA
achcha ji, ghalti ho ga’yee USA main aa ke. Doobara yeah ghalti nahi karain ge. Baqi dunyaa ke muslaman zyada achchay hain, tou wo hamesha sahi, aur hum hamesha ghalat. Aap allah ka naam le ke aur be-gunaahon ko maarain, hum aap ke saath hain ![]()