Live Updates of Azadi March

Re: Live Updates of Azadi March

apnay apnay ‘view’ ki baat hay … 225 pages for me :slight_smile:

as for dumb Nadeem… tabdeeli ahista ahista aa rahi hay har front pe, chahay woh PTI se direct aaye, yaa awaam khud laaye… :insh: naya Pakistan ban ke rahay gay, ab koi political party is mai positive contribution karna chahay ya nahi :jhanda: