jab namazay mohabbat ada kijye… “jon” ko bhi shareekay dua kijye… aankh walay nigay churatay hain… aaeena kyun na ho saamna kijye… aankh may ashkay ghamm aa bhi jaye to kiya… chaand qatray samajh k pee liya kijye… aap ka ghar jagmagata rahay sada… rah may bhi diya rakh diya kijye… “jon” say dosti hay gar aap ki… is ko bharosay ki dosti samajh liye kijye… (by xxx fromkarachi pk)m22
he put his name in but i edited other details about him which he had also put in
esi line maring kabhi dekhi hai ? aaj mujhe kissi neh ki baat kerne ki koshish mai lol
pata hai sahil kal ammi neh briyani pakai thi
humne kissi ki dawat ki huwi thi nah
toh abhi thori der mai mai garam ker keh barre maze seh khaon ghi :D
oh acha, aapke ammi ko andazaa hu giya hu ga kai chaval buhat hu gai hain, jabhi Biryani pakka le. Hamre bhensoun ko bhi chaval buhat achai lagtai hain, hum unka roza chaval ke bhusse se khulwatai hain.
ji nehi diyoo
kyun lagta ahi keh mai tunn ho gai hon:hayaa:
yeh loh jaane seh pehle jon sahib neh kuch aur post kiya
log kehtay hain k tu saahil hay… may kehta hoon k samandar say poocho… log kehtay hain k tu jaahil hay… may kehta hoon k ilm say poocho… log kehtay hain k tu kaamil hay… may kehta hoon k amal say poocho… log kehtay hain k tu shaamil hay… may kehta hoon k majmay say poocho… log kehtay hain k may jhoota hoon… may kehta hoon k sach say poocho… log kehtay hain k tu nafrat hay… may kehta hoon k mohabbat say poocho… log kehtay hain k tu chubhta hay… may kehta hoon k zindagi(sui) say poocho… log kehtay hain k tu phool nahi… may kehta hoon k khushboo say poocho… log kehtay hain k “jon” nakaam hay…
**may kehta hoon kaamyaabi say poocho..!!! ** by xxx karachi pk “jon”.
vesai mujhe is insaan seh dant bhi peri keh maine salaam kah jawab nehi diya