Re: Lifaafa Sahaafi
wuh ghor kar raha hoga ke kiya likhoon ![]()
Re: Lifaafa Sahaafi
ghor kar kar ke to ye haal kia hai
Re: Lifaafa Sahaafi
ghor kar raha tha to nateeje ka ilm huwa to ghussay mein sab jala diya ![]()
Re: Lifaafa Sahaafi
Qalam kee bajaye phone uthaye aur fire brigade koh phone karey.
Re: Lifaafa Sahaafi
phone to khair UK wale peer ji bhi boht milwate hain.. lekin uss se aag aur baRahkti hai ![]()
Re: Lifaafa Sahaafi
Woh aag laganay kay liye phone kertay hain bhujanay kay liye nahin.
Re: Lifaafa Sahaafi
aap Birtish Police ko phone kar ke unki shikayat lagaen (agar koi farq padta hai to)
Re: Lifaafa Sahaafi
yi title kia hy ![]()
Re: Lifaafa Sahaafi
aap ki samajh nahin aae ga.. iske liye aap ko Capital Talk, Kharaa Sach, Aaj Kamran Khan ke sath dekhna pade ga
Re: Lifaafa Sahaafi
me sirf khabarnaak dekhti hun ya comedy night with KAPIL SHARAMA
ese qisam k sab programme khatam ![]()
Re: Lifaafa Sahaafi
Kuch kay lifafy main paisay aur kuch kay main golian baqol Meera… tablets…
Re: Lifaafa Sahaafi
YA tu insaan burayi ker ke berhaass nikaal leta hai ye tariqa bhi acha hai ![]()
is mae tu mita bhi sakte hain ![]()