Re: Liberty Market has been fixed up, FINALY
Suhaib bhai, aap Pervez bhai ko samjain or Spock uncle kay ghar ki agay wali road be theek karwaalay. Warnay woh barhay parayshaan rahain gai.
yar aap ke ghar musharraf jab toilet banwa dey ga nine-zero mey, phir aap meri road ki fiqar karna, aur aap ko nalley mey adha ghanta roz bhetni ki zaroorat nahee parey gi.