Level of Mazaaq

Re: Level of Mazaaq

kia zor zor say gana gaoon wahan ja kr ???

:snooty:

Re: Level of Mazaaq

they let u in the house :eek:

poor kids!

Re: Level of Mazaaq

yaar hawaldaar is tariqkhan ko drawing room ki saer karwa day bhai..

Re: Level of Mazaaq

blogs waalon par rehem karein ji.

Re: Level of Mazaaq

@ Chacha_Ghalib, aapki waja say Urdu ka paper do dafa daina para. Aap bhi koi baat insaani zubaan maiN nahi kartey, :aj:

Re: Level of Mazaaq

Mashallah... Issi leye tu aapko murshad manti hai dunya :)

Re: Level of Mazaaq

paai agar sara saal lecture attend karnay ki bajaai girls college kay baahir haazri dain gey to fail to hoon gey

double nuqsaan…

aik to roz chappal khana doosray exam main fail hona

Re: Level of Mazaaq

Tariq Unkil aap kya parhatay thay bachoo ko? Superman kee comics?

Re: Level of Mazaaq

Drawing room ki sair bhi karwaiN gay, aur do “coff” chai kay bhi pilaiN gay.
Khan sahab aapka koi rishtay daar DSP ya SP to nahi hay na?

pai X2, pooch laina acha hota hay. KahiN paiti na utarwa day, :cb:

@chacha_ghalib: aapko larkiuN kay jootay baarey yaad aa rahey haiN. Waise agar ghalib chacha ko larkiuN kay jootay yaad aaiN to wo usko bhi kamal say byan kartay haiN:

Chaar jootay maarnay kay baad, lift karaiN gay wo
Dil kay behlaanay ko ghaalib yay khyal acha hay

Re: Level of Mazaaq


rahai naa ochaY kaY ochaY. utar aaye naa Luchar pun par... abay naalaaiq... konsi beemaari... kiss beemaari say qareebi rsihtaa hai aap kaa...

maiN naY intehaai shareefaanaa mazaq kiyaa thaa... I meant to say... Femme ko pehlaY haath dhonaY paRaiN gey, naheeN tau dobarah aap kaY kaan gandaY ho jaayeN geY...

tauba tauba... zehniyat dekho... :)

Re: Level of Mazaaq

tau chachoo bhi tau yahi keh raha tha na ke sab ko aapki wali beemari nahi ke jahan haath daala waheen gandagi phelaa di.

Re: Level of Mazaaq

:omg: goal..goal
go-go-Goaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaal

Re: Level of Mazaaq

shareefaana :rolleyes:
ye wala bhi kaafi shareefana tha… aur main nain kon say aap ko waTTa maar diya tha :stuck_out_tongue:

u and ur childish outbursts

Re: Level of Mazaaq

matlab gandagi phelaani zaroor hai laikin selected jaghoN par ;)

Re: Level of Mazaaq

childish yaani bacchon ki tarah massom na?
wohi to AQ bhi keh raha tha.

Re: Level of Mazaaq

chalo we'll be charitable and say bachon ki tarha massom... matlab to kuch aur tha

Re: Level of Mazaaq

I recently heard a woman giving birth to 6 babies in one hour

is that consider a childish outburst

Re: Level of Mazaaq

^ main to nahin kehtaa, aap kehtay hain baadshah salamat :rotfl:

Re: Level of Mazaaq

So, he is a PHD in childish outburst that first he tried to identify it from my intehaai mo'addabana post and then, you are asking him about the same as if Ghalib's 17 love affairs are on his finger tips as well...

Re: Level of Mazaaq

LOL!

sounds more like Mullah's revenge.

Mullah strikes back!