Re: Level of Mazaaq
Drawing room ki sair bhi karwaiN gay, aur do “coff” chai kay bhi pilaiN gay.
Khan sahab aapka koi rishtay daar DSP ya SP to nahi hay na?
pai X2, pooch laina acha hota hay. KahiN paiti na utarwa day, ![]()
@chacha_ghalib: aapko larkiuN kay jootay baarey yaad aa rahey haiN. Waise agar ghalib chacha ko larkiuN kay jootay yaad aaiN to wo usko bhi kamal say byan kartay haiN:
Chaar jootay maarnay kay baad, lift karaiN gay wo
Dil kay behlaanay ko ghaalib yay khyal acha hay