Letter wo bhi urdu main.........

Ap ne last time kab kisi ko khat (letter) likha wo bhi urdu main???

mujy to ab yaad bhi nai..itna zamana ho gaya hai :bummer:

Re: Letter wo bhi urdu main…

ham ne abhi kal hi likha apne apko :crying:

Re: Letter wo bhi urdu main…

bohat likhay, aor jitnay b likhay sab pakray gay :crying:

Re: Letter wo bhi urdu main…

aur kia likha tum ne apne ap ko? :cb:

Re: Letter wo bhi urdu main…

:omg: to thori hoshiyari se likhny thy na :stuck_out_tongue:

Re: Letter wo bhi urdu main…

hum ne jitne b khat likhe jis ko deny thy waha tak punche nai ty faida batne ka :crying:

Re: Letter wo bhi urdu main…

:rotfl:

Mian nay 20 saal pahlay likha tha apnay bhai ko. Bhateeja bola “chacha Amrica jaa k bhee Urdu main khat likh rahay hain toh America janay ka kia faida ho-a.” :cb:

Re: Letter wo bhi urdu main…

**hahaha…waqa’ii, kia faaida huaa! lol

maiN jab bhii vatan jaataa huN to maiN apne gaaoN kii zabaan boltaa huN [poorbii] magar jab Bombay se aaye huye log urdu bolte haiN to log kahte haiN k “dekho yeh [maiN] amrika meN 10 saal rah kar bhii ham logoN se bahtar dehaatii zabaan [poorbii] bolte haiN aur ek yeh haiN k Bombay men do saal kia rah liye k apnii zabaan hii bhool gaye”. :smiley: hehe**

Re: Letter wo bhi urdu main…

:khumar:

Re: Letter wo bhi urdu main.........

I forget.

Re: Letter wo bhi urdu main.........

meine kubhii english meii nhii likhaa .. tou urdu meii kaha seii likhoon gii

Re: Letter wo bhi urdu main.........

ab to email ka zamana hai. log roman urdu main likhtay hongay :@:

Re: Letter wo bhi urdu main.........

i think 8th class ma jab paper ma aya tha

Re: Letter wo bhi urdu main…

likhay aor baijhay bohat hoshyari say, but pakarnay walay mairay say b ziada hoshyar thay :crying:

Re: Letter wo bhi urdu main…

pakrta kon tha yeh bhi batao na

Re: Letter wo bhi urdu main.........

larki k bhai paker lety hoon gaye :p

Main ney shayad 12 or 13 yrs back likha tha apni cousins ko jab woh log Saudia shift howy thy... aur literally woh letter ab perho tu hansi ati hai.... boht hi stupid batein kerty thy hum.... :p

Re: Letter wo bhi urdu main…

aap jaisi koi guru mili hoti to eik b khat pakra na jata :smiley:

tumhay bara pata hay.

but hi mairi kismat. bhai b pakartay to larki ko at least pata to chalta k meinay hatt likha hay. mairay hatt to hamaisha mohallay walay hi pakartay rahay :frowning:

aor ab us k bachay mujhay mamu kahtay hein :crying:

Re: Letter wo bhi urdu main.........

1912 mein likha tha :D

Re: Letter wo bhi urdu main…

Mauhally waly app ka haat kyun pakerty thy… and you must be a duffer kid k haath likh ker sub ko dekhaty thy :stuck_out_tongue:

Re: Letter wo bhi urdu main…

:samck2: apne naam nahi llihty na last main :cb: