Re: let’s traslate this SIGN in Urdu OR Hindi - part 2
welcome shelcome ![]()
bahooot achchhii koshish hai…mubaarkaaN … magar … zaraa der se aayiiN aap…ab yeh na kahiyegaa k…“der aayaad, durust aayad!” ![]()
welcome shriman ji
aise hii is sabhaa ko garmaate rahiye
thankoo ![]()