Never give them chance to hurt u again..
aik urdu misal hai..." aazmaye howe ko kiya aazmana"..
Zabardast baat kahi aap nain.
Laikin Gina ki jis baat ko aap nain quote kia us ka mutlub to hai never forgive who hurt you.
Maaf karna alaga baat hai aur azmana alag baat hai.
Meray khiaal main maaf kar dena chahyay. Haan azmanay ki zaroorat naheen hoti aazmaay huway ko.
Haan laikin hamaisha ya har daaf maaf naheen karna chahyay. Koi agar baar baar budtamizi karaay to.