"LENIN"...by Allamaamah Iqbaal

Re: “LENIN”…by Allamaamah Iqbaal

**bilkul saHeeH…Qur’aan to log paRhte nahiiN…'allaamah Iqbaal ko hii paRh leN…maiN unke kalaam se dikhaauuNgaa k aaj jo ho rahaa hai uskii tashKhees Allamah Iqbal ne kii aur uskaa Hal bhii tajveez kiyaa…is she’r pe Ghaur farmaaiye:


kii MoHammad [saws] se vafaa tu ne to HAM tere haiN
yeh jahaaN cheez hai kia, lauH o qalam tere haiN!****

ai Allah, musalmaanoN ko 'aql-e-saleem aur qalb-e-Haleem de aur hameN hidaayat de…aameen**