Lehsan (garlic) Chutney Anyone?

**
sorry…life ain’t a bed of roses par aise gilaa karnaa bhi munaasib nahiiN :slight_smile: zindagii ke baare meN mere maHboob shaa’ir ne farmaayaa thaa:

aalaam-e-rozgaar ko aasaaN banaa diyaa
jo Gham huaa, use Gham-e-jaanaaN banaa diyaa

chalaa jaataa huN haNstaa kheltaa mauj-e-Hawaadis se
agar aasaaniyaan hoN, zindagii dushwaar ho jaaye!

negativity yaa manfii pahluuoN ko nazar andaaz karnaa joo-e-sheer laane ke mutaraadif hai…kaun jeetaa hai terii zulf ke sar hone tak lol

i’m OK now :slight_smile: thankoo**